There are more songs by KUMAR SANU that are not in albums here
Title: Artist: KUMAR SANU Song: PHOOLON NE KAHA - ID: 702092 - Date and time (posted): 2006-06-25 08:11:58
To comment on this song's lyrics (Or read other people's comments), Please scroll down
--FEMALE 1--
Kadde dil hans da, kadde dil ron da
Koi das mainu pyaar vich ki hon da
Kadde dil hans da, kadde dil ron da - 2
Koi das mainu pyaar vich ki hon da
--MALE--
Phoolon ne kaha, bahaaron ne kaha
Phoolon ne kaha, in bahaaron ne kaha - 2
Chaand ne kaha, in sitaaron ne kaha
Na judaa honge milke
In nazaaron ne kaha, in nazaaron ne kaha
--FEMALE 2--
Phoolon ne kaha, bahaaron ne kaha
Chaand ne kaha, sitaaron ne kaha
Na judaa honge milke
In nazaaron ne kaha, in nazaaron ne kaha
Phoolon ne kaha
--MALE--
Is zameen pe nahin hai koi tere jaisa
--FEMALE 2--
Na milega mujhe chaahne waala aisa
--MALE--
Ho, is zameen pe nahin hai koi tere jaisa
--FEMALE 2--
Na milega mujhe chaahne waala aisa
--MALE--
Na koi tere jaisa
--FEMALE 2--
Chaahne waala aisa
--MALE--
Na koi tere jaisa
--FEMALE 2--
Chaahne waala aisa
--MALE--
Dil ne kaha, dhadkan ne kaha
Saanson ne kaha, yaadon ne kaha
Na judaa honge milke
In nazaaron ne kaha, in nazaaron ne kaha
Phoolon ne kaha
--FEMALE 1--
Yeh rishta sadiyon janno ka
Pal do pal ka saath nahin
Jaane kyoon mujhe darr lagta hai
Tu chhod na de mera haath kahin
--FEMALE 2--
Main tujhe apne khwaabon ka dulha bana loon
--MALE--
Aa teri maang main chaandni se saja doon
--FEMALE 2--
Oh oh oh oh oh, oh oh oh
Main tujhe apne khwaabon ka dulha bana loon
--MALE--
Aa teri maang main chaandni se saja doon
--FEMALE 2--
Dulha bana loon
--MALE--
Teri maang saja doon
--FEMALE 2--
Dulha bana loon
--MALE--
Maang saja doon
--FEMALE 2--
Choodi ne kaha, kajre ne kaha
Zulfon ne kaha, mere gajre ne kaha
Na judaa honge milke
In nazaaron ne kaha, in nazaaron ne kaha
You are viewing lyrics of PHOOLON NE KAHA by KUMAR SANU from the album UNKNOWN at LyricsAndSongs.COM
If the above are not the lyrics to (PHOOLON NE KAHA) by KUMAR SANU Would you kindly report the error ?
The Lyrics above are the lyrics to PHOOLON NE KAHA and are (absolutly correct)
You are not logged in, You may post comments with your name above, the name will be attached to the comments but the official poster will be GUEST, If you would like to register, Registration is free and takes seconds